Posts

Hindi shayari Humara Tazkira on Wafayein

Image
Shayari on wafayein Humara Tazkira Chhoro, Hum Wo Log Hain Jin Ko.. Nafrat Kuch Nahi Karti, Wafayein Maar Jaati Hain.. Hindi shayari Hamara Tazkira हमारा तज़किरा छोड़ो, हम वो लोग हैं जिन को। नफरत कुछ नहीं करती,वफायें मार जाती है। Related shayari - Dard Shayari

Bewafa shayari | Jitni ada utne bewafa

Image
Bewafa shayari : Dard bhari shayari Sirf ek hi baat seekhi in husn walon se hum ne.. Haseen jis ki jitni ada hai wo utna hi bewafa hai.. Hindi shayari सिर्फ एक ही बात सीखी इन हुस्न वालों से हमने। हसीन जिस कि जितनी अदा है वो उतना ही बेवफा है। Related Post - Dard Shayari

Sad shayari | Roothi shaame din khafa

Image
Sad shayari Dhoondhta tha ek pal mein dil jise ye sau dafa.. Hai subah naraz us bin roothi shaame din khafa.. Hindi shayari ढूंढ़ता था एक पल में दिल जिसे ये सौ दफा। है सुबह नाराज़ उस बिन रूठी शामे दिन खफा। Related Post - Dard Shayari

Ishq shayari | Tha Deewana sa Ishq ka Haraf

Image
Ishq shayari Main begana sa, Tha deewana sa.. Ishq ka tu haraf, Jiske chaaron taraf.. Meri baahon ke ghere ka bane hashiya.. HIndi shayari मैं बेगाना सा, था दीवाना सा। इश्क़ का तू हर्फ़, जिसके चारों तरफ। मेरी बाहों के घेरे का बने हाशिया। Related Post - Dard Shayari

Dard bhari shayari | Tere baghair jo guzre

Image
Dard bhari shayari Tere baghair jo guzre woh zindagi kya hai.. Tu agar saath ho mujhko to phir kami kya hai.. Rah-e mushkil mein bhi main hadd se guzar jaaunga.. Tu agar saath na ho to main kidhar jaaun na.. Dard shayari in Hindi तेरे बग़ैर जो गुज़रे वोह ज़िन्दगी क्या है। तू अगर साथ हो मुझको तो फिर कमी क्या है। राहे मुश्किल में भी मैं हद से गुज़र जाउन्गा। तू अगर साथ न हो तो मैं किधर जाऊं न। Related Post

Dard shayari | Barbaadi ke afsaane kahan jate

Image
Dard Shayari Na milta gham to barbaadi ke afsaane kahan jate.. Duniya agar hoti chaman toh wiraane kahan jate.. Chalo achha hua apno mein koi gair to nikla.. Sabhi agar hote apne to begane kahan jate.. Hindi shayari न मिलता ग़म तो बर्बादी के अफ़साने कहा जाते। दुनिया अगर होती चमन तोह वीराने कहा जाते। चलो अच्छा हुआ अपनों में कोई गैर तो निकला। सभी अगर होते अपने तो बेगाने कहाँ जाते। Related Post

Love shayari | Tumhe Banda Parvar

Image
Love Shayari Tumhe Banda Parvar hum hi jaante hai.. Bade seedhe saadhe bade Bhole Bale.. Bas itni si doori, ye main hoon aur ye manzil.. Kahan aa ke phoote hai pairon ke chale.. Hindi Shayari तुम्हे बन्दा परवर हमही हम ही जानते है। बड़े सीधे साधे बड़े भोले भले। बस इतनी सी दूरी, ये मैं हूँ और ये मंजिल। कहा आके फूटे फूटे है पैरों के छाले।