Posts

Showing posts with the label Beautiful-shayari

Beautiful love shayari for true lovers

Image
Love shayari Jin jinko tha yeh ishq ka aazar mar gae... Aksar hamare sath ke bimar mar gae... Hindi shayari जिन जिन को था ये इश्क़ का आज़ार मर गए... अक्सर हमारे साथ के बीमार मर गए... Urdu shayari ...جن جن کو تھا یہ عشق کا آزار مر گئے ...اکثر ہمارے ساتھ کے بیمار مر گئے Shayari by : - Mir Taqi Mir Beautiful love shayari for true lovers Wallpaper hindi, Download shayari wallpaper, High Definition wallpaper and widescreen in many resolutions, mobile wallpaper also can be downloaded. Hindi shayari, Urdu shayari, shayari wallpaper download Download Widescreen Wallpaper 800x500 (Download) / Preview wallpaper 1024x640 (Download) / Preview wallpaper 1600x1000 (Download) / Preview wallpaper 1920x1200 (Download) / Preview wallpaper Download HD Wallpaper (720p) (Download) / Preview wallpaper (1080p) (Download) / Preview wallpaper Download Wallpaper Download for whatapp Download for Facebook Download for Google Plus Download for Twitter

Dard bhari hindi shayari | Jinki nazron mein hum nahin ache

Image
Dard shayari Jinki nazron mein hum nahin ache... Kuch to vo loog bhi bure hoge... Hindi shayari जिनकी नजरो मे "हम" नही अच्छे। कुछ तो "वो" लोग भीँ बुरे होगे। Love shayari : Dard shayari : Sad shayari

Hindi shayari on Mohabbat | Milna ya Bicharna

Image
Mohabbat shayari Mohabbat nahi hai kaid, milne ya bicharne ke... ye in khudgarz lafzon se bahut aage ki baat hai... Hindi shayari मोहब्बत नहीं है क़ैद, मिलने या बिछड़ने की। ये इन खुदगर्ज़ लफ़्ज़ों से बहुत आगे की बात है। Dard shayari : Love shayari : Mohabbat shayari

Latest beautiful shayari on Zindagi | Sar jhukay to sukoon miley

Image
Zindagi shayari Ek hi chokhat pe sar jhukay, to sukoon milta hai... Bhatak jate hai wo loog, jinke hazaaron khuda hote hai... Hindi shayari एक ही चौखट पे सर झुके, तो सुकून मिलता है। भटक जाते हैं वो लोग, जिनके हजारों खुदा होते है। Dard shayari : Sad shayari : Zindagi shayari : Love shayari

Sad Shayari on lonely feeling in love | Dard shayari

Image
Sad shayari Jaan e tanha pe guzar gaye hazaaron sadme... Aankh se ashk rava ho ye zaroori to nahi... Hindi shayari जान-ए-तनहा पे गुज़र गए हज़ारों सदमें। आँख से अश्क रवाँ हों ये ज़रूरी तो नहीं। Read more Hindi shayari on shayarifb.com few related cetagories Sad shayari : Dard shayari : Love shayari  

Heart touching sad shayari | Yaadon ka jangal ye dil

Image
Sad shayari Ab na koi paas hai, phir bhia ehsaas hai... Seyahi-oo mein uljhi pare jeene ki ek aas hai... Yaadon ka jangal ye dil, kato se jalthal ye dil... Chubte kate yaadon ke, daman se chunta hoon... Girti devaroo ke aanchal mein zinda hoon... Hindi shayari अब न कोई पास है, फिर भी एहसास है। सेयाहिओ में उलझी पड़ी जीने की आस है। यादो का जंगल ये दिल, काटो से जलथल ये दिल। चुभते कटे यादों के, दामन से चुनता हूँ। गिरती दीवारो के आँचल में ज़िंदा हूँ। Dard shayari : Love shayari : Sad shayari : Bollywood shayari

Sad shayari on Zindagi | Zindagi phir na muskurai

Image
Zindagi shayari  Umar-e-jawaani phir kabhi na muskurai bachpan ki tarha... Maine cycle bhi kharidi, khilone bhi le kar dekh liya.. Hindi shayari उम्र-ऐ-जवानी फिर कभी ना मुस्करायी बचपन की तरह। मैंने साइकिल भी खरीदी, खिलौने भी ले कर देख लिए। Love shayari : Sad shayari : Zindagi shayari : Mohabbat shayari

Lovely shayari on zindagi itna bata | Dard shayari

Image
Dard shayari Ye na pooch ki shikayat kitni hain tujhse aye zindagi...  Bas itna bata, ab tera koi sitam baki to nahi... Hindi shayari ये ना पूछ कि शिकायत कितनी है तुझसे ए जिंदगी। बस इतना बता, अब  तेरा कोई सितम बाकि तो नहीं। Hindi shayari : 2 line shayari : Sad shayari : Dard shayari

Yaad shayari | Teri yaado ki koi sarhad | Hindi shayari

Image
Yaad shayari Teri yaado ki koi sarhad hoti to acha hota... Khabar hoti ki safar kitna tay karna hai.. Hindi shayari तेरी यादों की कोई सरहद होती तो अच्छा होता। खबर होती कि सफ़र कितना तय करना है। Yaad shayari : Dard shayari : Love shayari : 2 line shayari

Love shayari | Mere yaar pe to Beautiful shayari

Image
Love shayari  Us ko sajne savarne ki zaroorat nahi... Mere yaar pe to sajti hai haya kisi zevar ki tarha... Hindi shayari उसको सजने संवरने की ज़रूरत नहीं.. मेरे यार पे तो सजती है हया भी किसी ज़ेवर की तरह... Hindi Shayari | Love shayari | Sad shayari | Dard shayari

Dard Shayari | Mahsoos khud ko tere bina

Image
Dard shayari Mahsoos khud ko tere bina maine kabhi  kiya nhia... Tu kya jaane lamha koi mene kabhi jiya nahi.. Hindi Shayari महसूस खुद को तेरे बिना मैंने कभी किया नहीं। तू क्या जाने लम्हा कोई मेने कभी जिया नहीं। Related Post - Dard shayari

Love shayari | Qatl kar ke puchte hain

Image
Love shayari Woh qatl kar ke har kisi se puchte hain.. Yeh kaam kis ne kiya, Yeh kaam kis ka tha.. Hindi shayari वोह क़त्ल कर के हर किसी से पूछते हैं। यह काम किस ने किया, यह काम किस का था। Related Dard Shayari

Dard Shayari | Tanhaiyon se khud ko

Image
Dard Shayari Tanhaiyon se khud ko bachana pada mujhe... Yaadon ka alag shahar basaana pada mujhe... Hindi Shayari तन्हाइयों से खुद को बचाना पड़ा मुझे। यादों का अलग शहर बसाना पड़ा मुझे। Related Shayari - Romantic Shayari

Dard shayari | Pain Part of Heart Shayari in Hindi

Image
Dard de Dil ki Kahani ( Dard Bhari Shayari ) Ped ko kate ho gaye muddad magar... parinda dhoondne apna ghar abhi bhi ata hai... mohabbat thi parinde ko apne ghar se... es leye parinda rooz aata hai... kaat di mohabbat parinde ki logon ka kya jata hai... Mohabbat cheez kya hai logon ko samajh kaha ata hai... berukhi us parinde ki koi samajh nahi pata hai... Duniya ujaar kar parinde ke logon ko kya maza ata hai... When we talk about Pain, Sadness , hurt, strain, sorry there is some part of our heart is been broken by someone. And the feeling that come to mind is very negative, but if we don't express our feeling, its like a suicide. Here are some lines from someone great who has written such a wonderful lines to express to pain part of our heart on Shayarifb.com . We present Shayari in Hindi too. Shayari in Hindi ( Hindi shayari ) पेड़ को काटे हो गयी मुददत मगर, परिन्दा ढूँढने अपना घर अभी भी आता है। मोहब्बत थी परिंदे को अपने घर से, इस लिए परिंदा रोज़ आता है। काट दी मोहब्बत परिंदे की ...

Dard shayari | Dard in love feelings

Image
Dard shayari in Love Ab to ji Chahta hai aye Duniya. Teri Mehfil se Door ho Jayen hum. Lakh Awaz de koi hum ko. Phir kabhi Laut ke na aaye hum. Hindi shayari अब तो जी चाहता है ए दुन्या। तेरी महफ़िल से दूर हो जाएँ हम। लाख आवाज़ दे कोई हम को। फिर कभी लौट के न आये हम। Dard shayari : Shayari lines full of pain and sadness in love. Feeling lonely when someone is not with you. Hindi shayari : Love shayari in Hindi. Hindi shayari. Shayari Pic : Beautiful shayari Pics . Related shayari - Zindagi shayari

Dard shayari | Mohabbat qarz li thi jisse

Image
Dard shayari Sukoon girvi hai uske pass.. Mohabbat qarz li thi jisse.. Hindi shayari सुकून गिरवी है उसके पास। मोहब्बत क़र्ज़ ली थी जिससे। Dard Shayari

Ishq shayari | Alvida ka lafz yaad hai

Image
Ishq Shayari Waqt-E-Rukhsat Alvida ka lafz kehne ke liye.. Vo tere sookhe labo ka Thar-Thara na Yaad hai.. Humko ab tak aashiqui ka vo zamana yaad hai.. Chupke Chupke aansu bahana Yaad hai.. Hindi Shayari वक़्त-ए-रुख्सत अलविदा का लफ्ज़ कहने के लिए। वो तेरे सूखे लबो का थर-थराना याद है.। हमको अब तक आशिक़ी का वो ज़माना याद है। चुपके चुपके आंसू बहाना याद है।

Romantic shayari | Koi raat ka taara

Image
Romantic Shayari  Jaise koi kinara Deta ho sahara... Mujhe wo mila kisi mod par.. Koi raat ka taara.. Karta ho ujala... Waise hi roshan kare woh shehar... Hindi shayari जैसे कोई किनारा देता हो सहारा। मुझे वो मिला किसी मोड़ पर। कोई रात का तारा, करता हो उजाला। वैसे ही रोशन करे वो शहर। Related Shayari - Dard Shayari

Romantic Shayari | Baaton baaton mein kya baat ho gayi

Image
Romantic Shayari  Baaton baaton mein kya woh baat ho gayi... Ajnabi si khalbali saath ho gayi... Dil ki jeet par meri maat ho gayi, maat ho gayi... Hindi shayari  बातों बातों में क्य वो बात हो गईं। अजनबी सी खलबली साथ हो गई। दिल की जीत पर मेरी मात हो गई, मात हो गई। Related - Sad Shayari

Romantic shayari | Zara zara tum ho mere

Image
Romantic Shayari Kahin kahin to dhoop hai, Kahin kahin hai saaye... Zara zara tum ho mere, Zara zara paraye... Hindi Shayari कहीं कहीं तो धूप है, कहीं कहीं है साए।  ज़रा ज़रा तुम हो मेरे, ज़ारा ज़ारा पराए। Related shayari - Ishq shayari