Posts

Showing posts with the label shayari

Tera Khayaal Durust Hai

Image
Love shayari :  Tera Khayaal Durust Hai, Ke Wo Khoobsurat Hai Magar... Mujhe Husn-e-Yaar Se Nahi, Mujhe Apne Yaar Se Mohabbat Hai... Hindi Shayari तेरा ख़याल दुरुस्त है, के वो खूबसूरत है मगर। मुझे हुस्न-ए-यार से नहीं, मुझे अपने यार से मोहब्बत है।

Bohat khamosh logon se

Image
Love Shayari :  Bohat khamosh logon se uljha nahi karty, Jo dil ko rog lag jaen Wo phir suljha nahi karty Hindi shayari  बोहत खामोश लोगों से जूझा नहीं करते। जो दिल को रोग लग जाएं वो फ़िर सुलझा नहीं करते।

Sad Shayari : Bachpan ki wo Ameeri

Image
Share on Facebook      Tweet To read full shayari click here Sad Shayari : Bachpan ki wo Ameeri , Na jaane kahan kho gai.. Jab barish ke paani mein hamaare bhi jahaaz chala karte the .. Hindi shayari बचपन कि वो अमीरी, न जाने कहा खो गई। जब बारिश के पानी में हमारे भी जहाज़ चला करते थे। Share on Facebook      Tweet Related Shayari Our Blog network 1. Shayari Blog :  www.shayarifb.com 2. Love quotes & Love thoughts  :  www.inspirationalfb.blogspot.in 3. Funny Jokes :  www.joke6.blogspot.in 4. Love Images :  www.love-img.blogspot.in 5. Bollywood songs lyric :  www.lyrics66.blogspot.in

Love Shayari Gul se lipti hui Titli

Image
Share on Facebook      Tweet To read full shayari click here Love Shayari Gul se lipti hui Titli ko gira ke dekho.. Aye Andhiyo tumne darakhton ko giraya hoga.. Shayari in Hindi गुल से लिपटी हुई तितली को गिराके देखो। ए आंधियों तुमने दरख्तों को गिराया होगा। Share on Facebook      Tweet Related shayari Our Blog network 1. Shayari Blog :  www.shayarifb.com 2. Love quotes & Love thoughts  :  www.inspirationalfb.blogspot.in 3. Funny Jokes :  www.joke6.blogspot.in 4. Love Images :  www.love-img.blogspot.in 5. Bollywood songs lyric :  www.lyrics66.blogspot.in

Sad shayari : Haal e dil toh zahir hai

Image
Sad shayari : Haal e dil toh zahir hai iss shehar ke har shakhs pe.. Haan magar iss shehar mein Ek bekhabar bhi rehta hai..

Love shayari : Aagaaz Se zindagi teri hi yaad mein

Image
Love Shayari :  Apne aagaaz Se zindagi teri hi yaad mein gum rahi.. Jaane kyun yeh ehsaas hai jaise chaahat meri kam rahi..

Sad Shayari : Jab koi khayal dil se takrata hai

Image
Sad Shayari :  Jab koi khayal dil se takrata hai... Dil na chah kar bhi khamosh reh jata hai... Koi sab kuch keh kar dosti jatata hai... To koi kuch na keh kar bhi dosti nibhata hai...

Sad Shayari : Hum bhi Mohabbat kare Dil Se

Image
Sad Shayari :  Koi Rooh Ka Talabgaar Mile Toh Hum bhi Mohabbat kare... Koi Matlab se Milta hai, To Koi Dil Se Nahi Milta...

Sad shayari : Hum Bewafa Ho Chuke Un Ki Nazron Mein

Image
Sad Shayari :  Hum Bewafa Ho Chuke Un Ki Nazron Mein... Ab Wo Bahane Dhoondte Hain Hum Se Door Hone Ke..

Sad Shayari : Kin raahon se door hai manzil

Image
Sad Shayari : Kin raahon se door hai manzil kaun sa rasta aasaan hai.. Hum jab thak kar ruk jaayenge, auron ko samjhaayenge ..

Sad shayari : Kisi se Dosti nahi, Kisi se Dushmani nahi

Image
Sad Shayari :  Kisi se Dosti nahi , Kisi se Dushmani nahi... Ajab hai yeh Zindagi, Yeh koi Zindagi nahi...

Shayari : Bachchon ke chote haathon ko chaand sitaaren

Image
Shayari :   Bachchon ke chote haathon ko chaand sitaare choone do..   Chaar kitaben  padh kar wo bhi hum jaise ho jaayenge..

Sad Shayari : Phool ka dil bhi zakhmi hai

Image
Sad Shayari :- Tera chehra kitna suhana lagta hai.. Tere aage chand purana lagta hai... Tirche tirche  teer-e-nazar ke lagte hain.. sidha sidha dil pe nishana lagta hai.. Aag ka kya hai pal-do-pal mai lagti hai.. Bujhte bujhte ek zamana lagta hai ... Payoo na badha panchi ka par badha.. Aaj ka baccha kitna siyana lagta hai.. Sach toh yeh hai phool ka dil bhi zakhmi hai.. Hansta chehra ek bahana lagta hai.. Sach toh yeh hai phool ka dil bhi zakhmi hai.. Hansta chehra ek bahana lagta hai.. Sunne wale ghanto sunte rehte hain.. Mera fasana sab ka fasana lagta hai.. KAIF bata, kya teri ghazal mein jadoo hai.. Bacha bacha tera deewana lagta hai.. By :- KAIF BHOPALI

Sad shayari : Daag duniya ne diye, Zakhm zamane se

Image
Sad shayari :  Daag duniya ne diye, Zakhm zamane se mile. Humko tohfe yeh, tumko Dost banane se mile.

love shayari :Kaha wafa milti hai in maati ke haseen

Image
Love shayari  Kaha wafa milti hai in maati ke haseen insanoon se.. Ye log Be matlab "KHUDA" ko bhi yaad nahi karte.. . . This shayari is about how  greedy today man is. 

Sad shayari : Phir Kabhi Mohabbat Nahi Karenge

Image
Sad Shayari : Bas Ek Baar Dard-E-Dil Ko Khatam Kar Do Aye Tabeeb.. Wada Karte Hain Phir Kabhi Mohabbat Nahi Karenge.. --> This sad shayari is about to make a promise, to never do love again . Is is a sad shayari that show love in it.

Sad shayari : saari zindagi tere leye duain

Image
Sad shayari :  Tjhe paa na sake to saari zindagi tere leye duain karengy.. Ye zarori to nhi jo mil na sake usey chor diya jaye.. This sad shayari is about love that you never going to get, but still u  pray for your beloved .

Love-shayari : Pagal Na Kar De Teri Ye Judaai Muje

Image
Are you in love, yes that is exactly the love shayari that you are looking for. The shayari that make you crazy in love.   Love shayari : Pagal Na Kar De Teri Ye Judai Mujhe.. Lot Aa Tera Door Jana Mujhe Acha Nahi Lagta..

Sad Shayari : Na afsos hai tujhe

Image
Sad Shayari :  Na afsos hai tujhe na koi sharmindagi hai.."IQBAL" Guzar rahi hai jo gunaahon mai yeh kaisi zindagi hai...

Maire dard se akhir tera rishta kiya hai

Image
Sad Shayari : Maire dard se akhir tera rishta kiya hai.. Dil Jb Bhi jalta hai Yaad Tum he ate ho..