Posts

Showing posts with the label Pyaar

Romantic shayari | Pyaar ke bol to honthon se

Image
Romantic shayari Apni aawaaz ki larzish pe to qabu pa lo... Pyaar ke bol to honthon se nikal jaate hain.... Apne tewar to sambhaalo ke koi ye na kahe... Dil badalte hain to chehra bhi badal jaate hain... Hindi shayari अपनी आवाज़ की लर्ज़िश पे तो क़ाबू पलो। प्यार के बोल तो होंठों से निकल जाते हैं। अपने तेवर तो संभालो की कोई ये न कहे। दिल बदलते हैं तो चहरे भी बदल जाते हैं। Related Post - Romantic shayari

Pyaar Shayari - Mana ke pyar kisi ka mere paas nahi

Image
Share on Facebook      Tweet To read full shayari click here Pyaar Mohabbat shayari Mana ke pyar kisi ka mere paas nahi.. Magar tum ko meri mohabbat ka ehsaas nahi.. Jaane pi gaye hum kitne gham ke aansoo.. Ab kuch aur peene ki  aas nahi.. Shayari in Hindi माना के प्यार किसी का मेरे पास नहीं। मगर तुम को मेरी मोहब्बत का एहसास नहीं। जाने पी गए हम कितने ग़म के आंसू। अब कुछ और पीने की आस नहीं। Share on Facebook      Tweet Related shayari Our Blog network 1. Shayari Blog :  www.shayarifb.com 2. Love quotes & Love thoughts  :  www.inspirationalfb.blogspot.in 3. Funny Jokes :  www.joke6.blogspot.in 4. Love Images :  www.love-img.blogspot.in 5. Bollywood songs lyric :  www.lyrics66.blogspot.in

Love Shayari : Dil mein bas tumhara pyaar rehta hai

Image
Love Shayari : Is nazar ko tera intezaar, Dil tumse milne ko beqaraar.. Tum humse milo na milo, Dil mein bas tumhara pyaar rehta hai..

Love Shayari : Mere khayaalon va khwabon ki jannat kahan hai tu

Image
Love shayari :  Mere khayaalon va khwabon ki jannat kahan hai tu.. Ankhon ki neend, Rooh ki raahat hai tu.. Oo gumshuda bahar, Meri gumsuda bahar.. Tujhko pukarati hai Mohabbat kahan hai tu.. Rate hoe pahar tere intezaar mein.. Aaja karaar ban ke Dil-e-Beqaraar main.. Rag Rag mein teri yaad hai, Nas Nas mein teri dhun.. Duniya badal gayi hai tere do din ke pyaar mein..

Woh asmaan ho ya zameen Humne likha pyaar ko har kahin

Image
Woh asmaan ho ya zameen Humne likha pyaar ko har kahin

Ab din dale chahe jahan ab shaam ho

Image
Ab din dale chahe jahan ab shaam ho Parwah kya ab chahe jo anjaam ho

Tum bhi ho wahi, hum bhi hai wahi

Image
Tum bhi ho wahi, hum bhi hai wahi... Baat phir yeh kyun, ab lagti hai nayi... Kya hua galat....... aur kya sahi... Dono saath hain, sach to hai yehi...

Yaadein bahut si reh gayi peechay kahin

Image
Yaad shayari Yaadein bahut si reh gayi peechay kahin Yeh pyaar ab aagey hume kheechay kahin Hindi shayari यादे बहुत सी रह गई पीछे कही यह प्यार अब आगे हमें खींची कहीं