Posts

Showing posts with the label Sad-images

Love shayari in pursuit of love | Shayari wallpaper download

Image
Love shayari Dil ki ummid ka hosla to dekho... Intezaar uska jis ko ehsaas tak nahi... Hindi shayari दिल की उम्मीदों का हौंसला तो देखो। इंतजार उसका जिस को अहसास तक नहीं। Download Normal Wallpaper (mobile wallpaper) 640x400 (Download) / Preview wallpaper 800x500 (Download) / Preview wallpaper 1024x640 (Download) / Preview wallpaper 1280x800 (Download) / Preview wallpaper 1440x900 (Download) / Preview wallpaper 1600x1000 (Download) / Preview wallpaper 1920x1200 (Download) / Preview wallpaper Download HD Wallpaper (720p) (Download) / Preview wallpaper (1080p) (Download) / Preview wallpaper Download Widescreen Wallpaper 640x480 (Download) / Preview wallpaper 800x600 (Download) / Preview wallpaper 1024x768 (Download) / Preview wallpaper 1152x864 (Download) / Preview wallpaper 1280x1024 (Download) / Preview wallpaper 1440x1030 (Download) / Preview wallpaper 1600x1200 (Download) / Preview wallpaper 1920x1400 (Download) / Preview wallp...

Dard bhari hindi shayari | Jinki nazron mein hum nahin ache

Image
Dard shayari Jinki nazron mein hum nahin ache... Kuch to vo loog bhi bure hoge... Hindi shayari जिनकी नजरो मे "हम" नही अच्छे। कुछ तो "वो" लोग भीँ बुरे होगे। Love shayari : Dard shayari : Sad shayari

Dard shayari on Kashmir flood | Doobi hai aaj jannat

Image
Dard shayari Doobi hai aaj jannat, ke koi to sahara de... Yahan par sare chaman ki bahar thi kal tak... Padi hai aaj jahan khaak aashiyano ki... Hindi shayari डूबी है आज जन्नत, की कोई तो सहारा दे। यहीं पर सारे चमन की बहार थी कल तक। पड़ी है आज जहाँ ख़ाक आशियाने की। Dard shayari : Hindi shayari : Love shayari

Sad Shayari on lonely feeling in love | Dard shayari

Image
Sad shayari Jaan e tanha pe guzar gaye hazaaron sadme... Aankh se ashk rava ho ye zaroori to nahi... Hindi shayari जान-ए-तनहा पे गुज़र गए हज़ारों सदमें। आँख से अश्क रवाँ हों ये ज़रूरी तो नहीं। Read more Hindi shayari on shayarifb.com few related cetagories Sad shayari : Dard shayari : Love shayari  

Best shayari on Dard in life | Ek nafrat hai jise duniya

Image
Sad shayari Ek nafrat hai jise duniya lamho mein samajhti hai... Varna muddate nikal jaati hai mohabbat samjhane mein.. Hindi shayari एक नफरत है जिसे दुनिया लम्हों में समजती है। वरना मुद्दतें निकल जाती है मोहब्बत समझाने में। Hindi shayari : Love shayari : Shayari for Girls : Mohabbat shayari

Lovely shayari in hindi | Tanha nahi hoon mai

Image
Love shayari Mushkil zaroor hai magar thahra nahi hoon mai.. Manzil se zara keh do abhi pohcha nahi hoon mai.. Kadmo ko bandh na payegi musibat ki zanjeer.. Rasto se zara keh do abhi bhatka nahi hoon mai.. Dil mein chupa ke rakhi hai ladakpan ki chahate.. Mohabbat se zara keh do abhi badla nahi hoon mai.. Saath chalta hai duaoon ka kafela.. Kismat se zara keh do ab tanha nahi hoon mai.. Hindi shayari मुश्किलें जरुर है मगर ठहरा नही हूँ मैं मंज़िल से जरा कह दो अभी पहुंचा नही हूँ मैं कदमो को बाँध न पाएंगी, मुसीबत कि जंजीरें, रास्तों से जरा कह दो अभी भटका नही हूँ मै दिल में छुपा के रखी है लड़कपन कि चाहतें मोहब्बत से जरा कह दो अभी बदला नही हूँ मैं साथ चलता है, दुआओ का काफिला किस्मत से जरा कह दो अब तन्हा नही हूँ मैं... Download Wallpaper Download for Whatsapp Download for FaceBook Download for Google Plus Download for Twitter Sad shayari : Love shayari : Dard shayari  

Best dard shayari in hindi | Pehle har cheez thi apni

Image
Dard shayari Pehle har cheez thi apni magar ab yun lagta hai... Apne hi ghar mein kisi doosre ghar ke hum hain... Hindi shayari  पहले हर चीज़ थी अपनी मगर अब ये लगता है। अपने ही घर मे किसी दुसरे घर के हम है। Dard shayari : Love shayari : Hindi shayari

Lovely shayari on zindagi itna bata | Dard shayari

Image
Dard shayari Ye na pooch ki shikayat kitni hain tujhse aye zindagi...  Bas itna bata, ab tera koi sitam baki to nahi... Hindi shayari ये ना पूछ कि शिकायत कितनी है तुझसे ए जिंदगी। बस इतना बता, अब  तेरा कोई सितम बाकि तो नहीं। Hindi shayari : 2 line shayari : Sad shayari : Dard shayari

Dard shayari | Zindagi tabah kar dali | Hindi shayari

Image
Dard shayari Kamal tha wo shakhs, jisne zindagi tabah kar dali... Raaz ki baat hai, Dil usse khafa ab bhi nahi... Hindi shayari कमाल था वो शख्स, जिसने ज़िंदगी तबाह कर दी। राज़ की बात है, दिल उससे खफा अब भी नहीं। Dard shayari : Love shayari : Hindi shayari : 2 line shayari

Yaad shayari | Teri yaado ki koi sarhad | Hindi shayari

Image
Yaad shayari Teri yaado ki koi sarhad hoti to acha hota... Khabar hoti ki safar kitna tay karna hai.. Hindi shayari तेरी यादों की कोई सरहद होती तो अच्छा होता। खबर होती कि सफ़र कितना तय करना है। Yaad shayari : Dard shayari : Love shayari : 2 line shayari

Sad shayari | Woh badal gaya very emotional shayari

Image
Sad shayari Uski talash mein nikla bhi to kya faida.. Woh badal gaya hai, khoya hota to alag baat thi.. Hindi shayari उसकी तलाश में निकला भी तो क्या फ़ायदा। वो बदल गया है खोया होता तो अलग बात थी। Sad shayari | Dard shayari | Love shayari  

Ishq shayari | Ishq ke charche | Lovely beautiful love shayari

Image
Ishq shayari Ishq ke charche bhale hi sari duniya mein hote honge... Par dil to khamoshi se hi toot jate hain.. Hindi shayari इश्क़ के चर्चे भले ही सारी दुनिया में होते होंगे पर दिल तो ख़ामोशी से ही टूट जाते हैं Dard shayari | Hindi shayari | Love shayari 

Love shayari | Dil Udaas hai abhi | HIndi Shayari

Image
Love Shayari Muddat guzar gai ki yeh aalam hai mustakil... Koi sabab nahi hai, magar dil udaas hai... Hindi shayari मुद्दत गुज़र गयी कि यह आलम है मुस्तक़िल, कोई सबब नहीं है मगर दिल उदास है When it comes to shayari, it always the best shayari that touches the heart, shayari that had Dard and pain . Here are few lines that touches your heart, we present shayari on pictures , the best way to present shayari that will touches your heart . You also can comment on shayari or you also can sent your own shayari .

Dard shayari | Hum Tum the Ajnabee | Hindi shayari

Image
Dard shayari : Sad shayari Rehte the hum haseen khayaalon ki bheed mein... Uljhe huye hain aaj sawalon ki bheed mein... Aane lagi hai yaad wohi fursat ki har ghadi... Us mod se shuru karen phir yeh zindagi... Har shay jahan haseen thi, hum tum the ajnabee... Dard shayari Hindi : Hindi shayari रहते थे हम हसीं ख़यालों की भीड़ में। उलझे हुए हैं आज सवालों की भीड़ में। आने लगी है याद वही फुर्सत हर घडी। उस मोड़ से शुरू करें फिर यह ज़िन्दगी। हर शय जहा हसीन थी, हम तुम थे अजनबी। When we talk about feeling and emotions shayari is a best way to express your feelings. Dard shayari extremely touches heart and your soul. Here are few lines that can be said as sad shayari, dard shayari and love shayari as well. We strongly believe to know your views on the shayari, so please comment on the post.   Hindi shayari .

Love shayari | Dard shayari | Love shayari on Ajnabi Zindagi

Image
Hindi shayari : Love shayari : Dard shayari Us mod se shuru karen phir yeh zindagi... Har shay jahan haseen thi, hum tum the ajnabi ... When it comes to Hindi shayari , it always the best you want to listen. Shayari that have feelings and emotion in it. Shayari that make you feel pain , Sadness and love at the same time. Love shayari and emotional shayari.  Here are few lines that you will enjoy hindi shayari, now you can also comment on shayari in hindi .  Hindi shayari : Love shayari : Dard shayari  उस मोड़ से शुरू करें फिर यह ज़िन्दगी। हर शय जहाँ हसीं थी, हम तुम थे अजनबी।

Dard Shayari | Its the pain that always feel inside the heart | Hindi shayari

Image
Dard Bhari Shayari Na jane kyun koi dil ke itne paas hota hai... Us ke na hone se dil udaas hota hai... Jab bhi yaad aati hai us ki... Na jaane kyun aankhon mein paani ka sailaab hota hai... When it comes to sad shayari, it always be the pain and the heart broken. For the feeling of the sadness here is some lines that can be dedicated to pain that you feel in love. (4-line-shayari) Shayarifb.com bringes the best painful shayari of all time. (Dard shayari) Shayari in Hindi ( Hindi shayari )  न जाने क्यों कोई दिल के इतने पास होता है। उसके न होने से दिल उदास होता है। जब भी याद आती है उसकी। न जाने क्यों आँखों में पानी का सैलाब होता है।

Love shayari | Feelings and emotions of love | Hindi shayari

Image
Love shayari ( Emotions) Tadapne pe mere na phir tum hansoge... Kabhi Dil kisi se laga kar to dekho... Wafaon ki hum se tavakko nahi hai... Magar ek baar aazma kar to dekho... Zamane ko apna bana kar to dekha... Hame bhi tum apna bana kar to dekho... When we are searching shayari , poems or any other sort of phrase, you might start to look big meaning words to describe tone, feeling and emotions in the shayari of phrase. Feeling and emotions are very similar, however we try to pick up great shayari in hindi language. Some time its difficult to find shayari that have sadness, dard , pain and love at the same time. Here are  few lines in hindi shayari that can make you emotional. So Enjoy and don't forget to comment. Hindi shayari (Shayari in Hindi ) तड़पने पे मेरे न फिर तुम हँसोगे। कभी दिल किसी से लगा कर तो देखो। वफाओं की हमसे तवक़्क़ो  नहीं है। मगर एक बार आज़मा कर तो देखो। ज़माने को अपना बना कर तो देखा। हमें भी तुम अपना बना कर तो देखो। Meaning Tavakko : expectation Wafaon : ...

Dard shayari | Pain Part of Heart Shayari in Hindi

Image
Dard de Dil ki Kahani ( Dard Bhari Shayari ) Ped ko kate ho gaye muddad magar... parinda dhoondne apna ghar abhi bhi ata hai... mohabbat thi parinde ko apne ghar se... es leye parinda rooz aata hai... kaat di mohabbat parinde ki logon ka kya jata hai... Mohabbat cheez kya hai logon ko samajh kaha ata hai... berukhi us parinde ki koi samajh nahi pata hai... Duniya ujaar kar parinde ke logon ko kya maza ata hai... When we talk about Pain, Sadness , hurt, strain, sorry there is some part of our heart is been broken by someone. And the feeling that come to mind is very negative, but if we don't express our feeling, its like a suicide. Here are some lines from someone great who has written such a wonderful lines to express to pain part of our heart on Shayarifb.com . We present Shayari in Hindi too. Shayari in Hindi ( Hindi shayari ) पेड़ को काटे हो गयी मुददत मगर, परिन्दा ढूँढने अपना घर अभी भी आता है। मोहब्बत थी परिंदे को अपने घर से, इस लिए परिंदा रोज़ आता है। काट दी मोहब्बत परिंदे की ...